Top Urdu Text Messsage SMS Best Forever collection of Urdu SMS Ghazal SMS Love SMS Poetry SMS Friendship Message Sufi SMS Love Story SMS

Pages

Eid-ul-Azha (Bakra Eid) Mubarak SMS

Eid al-Adha also known as Festival of Sacrifice or Greater Bairam is a religious festival celebrated by Muslims all over the world. It is when Muslims sacrifice a goat, sheep, cow or a camel, sending part of the meat to poor people as a donation. It marks the end of the Pilgrimage or Hajj for the millions of Muslims who make the trip to Mecca each year and pray 5 times a day. They like to tell Allah what they are thinking and hope for him to help them, and remember Ibrahim and Ishmael's courage and devotion to God.
eid il azha mubark sms

Bakra Eid Mubarak

Terie Deed Jiss Ko Naseeb Hai
Wo Naseeb Qabil-E-Deed Hai
Lekin
Tujhe Sochna Meri Chand Raat Or
Tujhe Dekhna Meri Eid Hai
Bakra Eid Mubarak bakra eid wishes sms

Eid-ul-Azha Wishes

Today I pray that: Happiness be at your door may it knock early stay late and leave the gift of Allah’s peace, love, joy and good health behind shaban Mubarak, Eid-Ul-Adha Mubarak. may you remain happy all the time Irrespective of any occasion.

Bakra Eid Greeting

May you never see the warmth of hardships and there would be always happiness in your home and you see many happier moments like this Eid Day
Eid-Ul-Adha Mubarak

Eid-ul-Azha Mubarak

May Allah shower
countless blessing
upon You and Your Family.
Keep me in your prayers
HAPPY EID-UL-AZHA
21

Tarapte hain naa rote hain na hum fariyad karate hain

Tarapte hain naa rote hain na hum fariyad karate hain
Sanam ki yad main har-dum Khuda ko yad karate hain

Unhain ke ishq ma hum nala-o-fariyaad karate hain
Ilaahi dekhiye kis din hamain vo yad karate hain

Shab-e-furqat main kya kya sanp leharate hain sine par
Tumhari kakul-e-pechan ko jab ham yaad karate hain
3

Sun to sahe jahan main hai tera fasana kaya

Sun to sahe jahan main hai tera fasana kaya
Kahati hai tujh se khalaq e khuda gaibana kya

Zinaa saba ka dhundti hai apni mushat e khak
Bam-E-Baland yar ka hai aastana kiya

Aati hai kis tarah se meri kabz-e-ruh ko
Dekhon to maut dhondh rahi hai bahana kya

Beetab hai kamal hamara dill-e-azim
Mahaman sary-e-jism ka hoga ravana kya
3

Adapate Hain na roty hain na Hum fariyad karte hain

Adapate Hain na roty hain na Hum fariyad karte hain
Sanam ki yad main her-dam khuda ko yad karte hain

Unhain ke ishq main hum naal-o-fariyad karte hain
Ilahe dekhiye kis din hamain vo yad karte hain

Shab-e-furqat main kya kya sanp leharate hain par
Tumahari kakul-e-pechan ko jab hum yad karte hain
8

Ye andhera ye talatum ye hawaoon ka kharoosh

Ye andhera ye talatum ye hawaoon ka kharoosh
Is main taroon ki subuk naram ziya kya kartee
Talkhee-e-zist se kadva hua aashiq ka mizaj
Nigah-e-yar ki masum ada kya kartee

Safar aasan tha to manzil bhi roshan thi
Aaj kis darja par asarar hain raheen apani
Kitani parachaiyan aati hain tajalli ban kar
Kitane jalvon se uljhati hain nighahen apani

0

Hum ke tufanoon ke pale bhi sataye bhi hain

Hum ke tufanoon ke pale bhi sataye bhi hain
Barq-o-baraan main wo hi shamen jalayen kaise
Ye jo aatish kada dunya main bhadk utha hai
Aanson se use har baar bujhaen kaise

Kar diya barq-o-bukharat ne mahashar barpa
Apny daftar main litafat ke siwa kuch bhi nahe
Ghar gye waqat ki beraham kashakash main magar
Pas tahazeeb ki daulat ke siwa kuch bhi nahe

2

Chandni Kaif asar rouh Afza hoti the

Chandni Kaif asar rouh Afza hoti the
Din men shorish bhi hua karti the hangama bhi
Rat ki god ma munh dhanp ki so jate the

Naram rau waqat dhare pe safine the ravan
Sahil-o-bahr ki aahen na badalte the kabhi
NaKhudaon pe bharosa tha muqdar pe yaqeen
Chadar-e-aab se tufan na ubalate the kabhi

5

Govla Urdu SMS

Blog Archive

Popular Posts

Urdu SMS Category

Facebook Like

Share This

Govla. Powered by Blogger.